Tuesday, May 28, 2013

ajeeb qouam

chaina main 53 naslain hain phir bhi itni kalto gharat nahi hoti ham aik muslaman hain phir bhi nsalo main bate howe hain

Sunday, January 13, 2013

pakistan

ham aksar is bat ka mazak urate hain jab koi ya kehta hai k pakistan apni traikh kay aik nazuk door se guzar raha hai par main aj 13jan 2013 ko is bat par yaqeen rakhta ho k pakistan apni tarikh k nazuk tareen door se guzar raha hai or is bat par mujhe ab hansi nahi ati  khof ata hai