Tuesday, May 28, 2013

ajeeb qouam

chaina main 53 naslain hain phir bhi itni kalto gharat nahi hoti ham aik muslaman hain phir bhi nsalo main bate howe hain

Sunday, January 13, 2013

pakistan

ham aksar is bat ka mazak urate hain jab koi ya kehta hai k pakistan apni traikh kay aik nazuk door se guzar raha hai par main aj 13jan 2013 ko is bat par yaqeen rakhta ho k pakistan apni tarikh k nazuk tareen door se guzar raha hai or is bat par mujhe ab hansi nahi ati  khof ata hai

Sunday, February 20, 2011

some thing new

we need a new world of thinking

Sunday, January 16, 2011

sarab hai

kuch sarab hai
jo nazar ata hai
wo nahi hai jo nazar ata hai
dhund hai bohat gehri
jiss ka par kuch nazar nahi ata
bas aik sarab hai
zahan ka dail ka
jo nay nay tamashe dikhata hai
ya hi hai zindagi jo ta tam samjho gay
na ham sa mjhan gay

Tuesday, May 11, 2010

mojza

aksar wesa hota hai jesa ham sochte hain wesa ho par hona na mumkin lagta hai par aesa ho ja hai or ya is bat ka faisla hai k khuda hai jo dunya chalta hai